aasmaan mein soyi ye duaan ki zubaan hai tera ishq bhi mera ab rehnuma hai faaslo ko dooriyo ko raah na milegi haath ki lakeero mein tera nishaan hai tera nishaan hai lab pe bas yahi baat rab se maangu din raat ek tera saathek tera saath ek tera saathek tera saath ek tera saathek tera saath ek tera saathek tera saath

mohabbat se bharke saato samndar saanso mein meri shaamil tu karde tere bina main adhura hoon kabse mujh mein utar ke muqamall tu karde muqamall tu karde sajde mein hai jazbaat paayi jab se saugaat ek tera saathek tera saath ek tera saathek tera saath

o zameen se falak ka naqaba utha ke chhupa du tujhe main kahin door jaake mannato ke dhaage chal khol aaye khudai bhi khush hai humko mila ke hum ko mila ke

roshan hai tujhse hayaat chahe ab ye lamhaat ek tera saath ek tera saath ek tera saath ek tera saath ek tera saath ek tera saath ek tera saath ek tera saath