Ek too hee bharosa

Ek too hee bharosa

Pukar-hindi-1913

aa jaake kab milke rab se duwa maange jivan me sukun chaahe chaahat me vafa maange haalat badalane me abb der naa ho maalik jo de chuke phir yeh andher naa ho maalik

ek too hee bharosa ek too hee sahaara iss tere jahaan me nahee koyee hamaara ishwar ya allaah yeh pukaar sun le ishwar ya allaah hey daata – 2

ek too hee bharosa ek too hee sahaara iss tere jahaan me nahee koyee hamaara ishwar ya allaah yeh pukaar sun le ishwar ya allaah hey daata – 2 hamse naa dekha jaaye barbaadiyo kaa sama ujadee huyee bastee me yeh tadap rahe insaan – 2

nanhe jismo ke tukade liye khadee hai ek ma baarud ke dhuye me too hee bol jaaye kaha ek too hee bharosa ek too hee sahaara iss tere jahaan me nahee koyee hamaara ishwar ya allaah yeh pukaar sun le ishwar ya allaah hey daata

ishwar ya allaah yeh pukaar sun le ishwar ya allaah hey daata naadan hain ham toh maalik kyun dee hame yeh saja yaha hai sabhee ke dil me nafrat kaa jahar bhara – 2 inhe phir se yaad dila de sabak vohee pyaar kaa ban jaaye gulshan phir se kaanto bharee duniya ek too hee bharosa ek too hi sahaara iss tere jahaan me nahee koyee hamaara ishwar ya allaah yeh pukaar sun le ishwar ya allaah hey daata – 2

meree pukaar sun le

ishwar ya allaah yeh pukaar sun le ishwar ya allaah hey daata

hey ishwar ya allaah

ishwar ya allaah yeh pukaar sun le ishwar ya allaah hey daata – 3

meree pukaar sun le – 3