Fakeera ghar aaja

Fakeera ghar aaja

Junglee-hindi-2019

tujhko yaad hai bata bhuli bisri ye jagah usme lipti wo subah

us ek angan ko bana tu zamin aur aasman phirta kyun hai yuin tanhaa

tu hi jo darmiyaan hai tujh mein aur aasiyaan mein kar de kam fasle tu

dastak tu de yaha pe sunte hai darr waha pe kar de kam fasle zar

oo… tu chhod de zid ko fakira ghar aaja fakira ghar aaja

ajnabi sehron ki tu kyun baahon mein sooye yuin ginta sitaare majdhaar ki hai aadat paas mein hi thhe hamesa kinaare

tu hi jo darmiyaan hai tujh mein aur aasiyaan mein kar de kam fasle tu

dastak tu de yaha pe sunte hai darr waha pe kar de kam fasle zara

oo… tu chhod de zid ko fakira ghar aaja fakira ghar aaja