foolishq foolishq tera mera foolishq foolishq tedha medha 2 times

dil jispe aana naa ho uspe hi aata hai kyun jis tarfa jaana na ho uss tarfa jaata hai kyun jata hai kyun…

foolishq foolishq tera mera foolishq foolishq tedha medha foolishq foolishq kuch kuch mera foolishq foolishq zyada tera

sansaniyan tan-mann mein gadbadiyan dhadkan mein karta hai kyun karta hai par iski sohbat mein rehne ko phir bhi dil karta hai kyun karta hai

foolishq thoda hai ye maana fool ishq ka hi hai zamana dil ko achha lagta hai toh aankhen iss se kyun churana kismat waalon ko milta hai yeh nazraana

fool ishq fool ishq tera mera accha hi hai tedha medha foolishq foolishq tera mera foolishq foolishq tedha medha

honthon pe aur kuch hai par dil mein aur kuch hai dono mein ik toh sach hai

dil sacha hoga toh sach woh hi bolega phir kaisi yeh mach-mach hai

foolishq dil ki nadaani hai dil ki aadat bachkaani hai foolishq se hi darta hai yeh phir bhi foolishq karta hai yeh bhulake bhi bhulaya toh ye jaaye naa

foolishq foolishq tera mera foolishq foolishq tedha medha foolishq foolishq tera mera acha hi hai tedha medha