maine tere liye chhoda hai zamana zara tera irada toh bata aise nazrein tu mujhse chura na zara tera irada toh bata

chhaya hai mujhpe tera hi nasha kambakht dil yeh kahan ja phansa main teri deewani tu mera deewana samajh le nazar ka ishara

gali gali mein phirta hai tu kyun banke banjara aa mere dil mein bas ja mere aashik awara

tera kasoor hai na mera kasoor dono ke dono paas hoke bhi door teri wajah se main toh soyi nahi meri wajah se tu bhi jaaga zaroor

meri mohabbat se bach na sakega samajh jaan-e-mann ueh ishara

gali gali mein phirta hai tu kyun banke banjara hey aa mere dil mein bas ja mere aashik awara