Garibo ka jina bhee hai koyee jina

Garibo ka jina bhee hai koyee jina

Nai Roshni-hindi-1913

garibo ka jina bhee hai koyee jina ho garmee ya sardee pasina pasina

jo paida huve bhou dar pe khadee thee garibee kee paanv me bedee padee thee tha shaayad woh ramjaan ka hee mahina – 2 garibo ka jina bhee hai koyee jina ho garmee ya sardee pasina pasina

mere saath kab se sadak chal rahee hai bekahabo khatar bedhadak chal rahee hai hai dono kee kismat me pattar ka seena – 2 garibo ka jina bhee hai koyee jina ho garmee ya sardee pasina pasina

garibo ka jina bhee hai koyee jina ho garmee ya sardee pasina pasina