Music Directors:

 Abhijit Vaghani

Singers:

 Shaan

kasam se…

dekh lo humko qareeb se aaj hum mile hain naseeb se ho dekh lo humko qareeb se aaj hum mile hain naseeb se ye pal phir kahaan aur manzil phir kahaan

bawara mann raah taake tarse re naina bhi malhaar banke barse re

aadhe se adhoore se bin tere hum huve pheeka lage hai mujhko saara jahaan

kasam se…

main kagaz ki kashti tu baarish ka paani aisa hai tujhse ab ye rishta mera

tu hai toh main hoon tu aaye toh beh loon aadhi hai duniya meri tere bina aadhi hai duniya meri tere bina

jee uthi sau baar tujhpe marke re naina ye malhaar banke barse re

aadhe se adhoore se bin tere hum huve pheeka lage hai mujhko saara jahaan

gazab ka hai din socho zara ye deewanapan dekho zara tum ho akele hum bhi akele maza aa raha hai kasam se… kasam se… kasam se…