Gham kee vaadee me

Gham kee vaadee me

Saqi-hindi-1913

gham kee vaadee me khushee kaa kaarvaan khone laga

ishk me jo kuchh naa hona tha vahee hone laga gham kee vaadee me khushee kaa karvaan khone laga

kaun samajhega muhabbat kee bhala majburiya do dilo kee chaahate duniya kee namanjuriya muskuraane hee se pahale pyaar kyon rone laga ishk me jo kuchh naa hona tha vahee hone laga

samane aankho ke mere ishk kaa anjaam hai hai agar yeh jindagee toh maut kis kaa naam hai ranjo gam jaage nasiba pyaar kaa sone laga ishk me jo kuchh naa hona tha vahee hone laga