Abodh-hindi-1913
ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke oo ho gayi din me rat sun mere mit phir teri yaad aaye tham tham ke oo ho naino se ho barsat ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke
hone lagi bunda bandi pyasi dharti hai pyas bhujane ko tune to patiya bhi na di meri roti rahi aash tohe bulane ko nadan thi mai tab to samjhi hu ab to maine hi nahi samjhi bat oo ho sun mere mit phir teri yaad aaye tham tham ke oo ho naino se ho barsat ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke
prano se pran judaye koi sudh na rahi mohe tan mann ki jakar desh paraye tu to bhul gaya gali biharan ki aise kahe jana tha maine tab jana tha oo ho dhoka huya mere sath ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke oo ho gayi din me rat sun mere mit phir teri yaad aaye tham tham ke oo ho naino se ho barsat – 2 ghir aaye megh parbat pe bijuriya chamke