Ek Main Aur Ekk Tu-hindi-1913
aasmaan se barse bhar bhar ke neele peele har color ke tu khele jee bhar ke aye dil tujhe pata hai – 2 yeh lamhe aur kya hain jaanle kisam kisam ke hai gubbare gubbare – 4
koi thoda zyada pyara hai koi dheela phus padha hai hawa pe khada hai har ek mein mazaa hai aye dil tujhe pata hai yeh lamhe aur kya hai jaanle kisam kisam ke hai gubbare gubbare – 2
gubba gubba gubbare
dekho toh zara yeh zara yeh kaise hai muskurahaton ke bahaane aise hain janjhaton mein doobi doobi haan doobi duniya mein duniya mein bulbule khushi ke khushi ke khushi ke jaise hain zara sambhalke rehna ghamon ka pin chubhe na kahin na phoot jaaye dhutt teri yeh pyaare se gubbare na phir milenge saare bewkoofi hogi yaar yeh teri
ek se hi kaahe khele tu pura guchha lele tu sajale mele tu bol kaisa lagta hai aye dil tujhe pata hai yeh lamhe aur kya hai jaanle kisam kisam ke hai gubbare gubbare – 3 ke chaahe jitne aur tu phulaa le gubbare gubbare haan muskuraake seene se laga le