Gujraat ke firaaq soon hai

Gujraat ke firaaq soon hai

Firaaq-hindi-1913

Lyricists:

 Gulzar

gujraat ke firaaq soon hai khaar khaar dil – 2 betaab sa hai sine mein aatish bahaar dil gujraat ke firaaq soon

marham nahi hai isake jakhm ka jahaan mein – 2 shamshir soon huwa hai jo mera figaar dil – 2

har aashana ke yaad ki garmi sutan mein hai – 2 har dam hai bekaraari misaale sharaar-e-dil – 2

lekin hajaar shukr bali haq ke faiz soon – 2 phir usake dekhane ka hai umeedwaar dil – 2 gujraat ke firaaq soon hai khaar khaar dil – 2 betaab sa hai sine mein aatish bahaar dil gujraat ke firaaq soon hai khaar khaar dil