Gul se gulshan

Gul se gulshan

Riwayat-hindi-1913

Lyricists:

 Nusrat Badr

sari duniya se hai badhkar pyar kanaam pyaar se ji tu bande ho rab ka hai paigam gul se ghul gulmohar gulshan ho guljaar – 2 piya piya kahe jiya ho o piya piya kahe jiya man gaye malhaar manva gaye re manva gaye re – 2

man ki khushiya man me chupi hai man dharpan se dekh man darpan se dekha man ki khushiya man me chupi hai man dharpan se dekh man darpan se dekha jab pave to rab pavega – 2 man pawan se dekh man pawan se dekh – 2 man pawan se dekh

dhinak tik da dhinak tik da dhinak tik da – 2 dhinak tik da dhinak tik da uchi boli bol ke ucha bhayo na koi – 2 karam kare jo uch koti ke o karam kare jo uch koti ke vahi ucha hoy vahi ucha hoy – 2 vahi to ucha hoye

pyar hai ishwar pyar hai alla pyar ka hai sandesh pyar ka hai sandesh – 2 pyar na badale roop yariya – 2 pyar hai bakti desh

manava nache re manava nache re gul se ghul gulmohar gulshan ho guljaar – 2 piya piya kahe jiya piya piya kahe jiya man gaye malhaar manva gaye re manva gaje re manva nache re manva nache re tanva jhume re tanva jhume re manva jhume re taanva jhume re