Agneepath-hindi-1913
gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re – 6 ho maayusion ke chonge utaar ke phenk de na saare candale yeh shaam ka phunk raat ka cake kaat pyare sikha na tune yaar humne magar sikhaaya re dumdaar nooska yaar humne jo aazmaaya re aasuon ko churan chaba ke humne dakaar maara re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re – 2 gun gun …
hain sar pe tere ke jhaloke yeh tokre la humko dede halka hoja re tu chokare jo teri nindein apne naakhun se noch le woh dard saare jalte chulhe mein tu jhonk ree zindagi ke raashan mein gham ka gota zayada hai black mein kharidenge khushi ka pitaara re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re – 2 gun gun …
ho aye ho tu munh phoolaa le suraj bhi dhalne lage arrey tu muskura de chand ka bulb jalne lage tu chup rahe toh maano behari lage zindagi tu bol de toh parde kaano ke khulne lage ek bandh bottle ke jaisa kya haa baitha hai khali dil se bhar de na glass yeh hamara re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re – 2 gun gun …
ho bindaas hoke har gham ko yaar khoonti pe taang dunga thoda udhaar itminaan main tumse hi maang lunga hai sikha hai maine jo tumne seekhaaya re dumdaar nuska yaar maine bhi aazmaaya re aasuon ka churan chaba ke maine dakaar maara re gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re – 3