Bas Ek Pal-hindi-1913
hai ishq yeh kya ek khata ek meetha zehar ek saja ek deewangi ek nasha seene mein dabe dard ka hai ishq yeh kya ek khata ek meetha zehar ek saja ek deewangi ek nasha seene mein dabe dard ka aa zara idhar toh deewane bhul jaa ishq ke fasane tootke fanna ho jaaye aaja aa zara idhar toh deewane bhul jaa ishq ke fasane tootke fanna ho jaaye aaja aaja zara
ek pal ek pal yeh roshani hai ek pal ek pal yeh zindagi hai aaon jee le isse jhoom ke dil ko duniya ko bhul ke waqt ki yahi sada aa zara tu khud ko bhula ne yeh kadam kadam se milane raat ki panaahon mein aale aaja aa zara tu khud ko bhula ne yeh kadam kadam se milane raat ki panaahon mein aale aaja aaja zara
jashn hai josh hai aur ek junoon hai jism behosh hai dil ko sukoon hai jalte bujhte yeh diye aake mujhse keh rahe aa mujhe gale laga aa aa aa aa zara mita de veerane loot le bahaaron ke nazaare husn pe fida ho jaane aaja aa zara mita de veerane loot le bahaaron ke nazaare husn pe fida ho jaane aaja aaja zara