Veer Zaara-hindi-1913
ham to bhai jaise hai waise rahenge – 3 ab koyi khush ho ya ho khafa ham nahi badlenge apni ada samjhe na samjhe koyi ham yahi kahenge ham to bhai jaise hai waise rahenge – 2
hmm ham dil ki shehzadi hai marzi ki mallika – 2 sar pe aanchal kyu rakhe dhhalka to dhhalka ab koyi khush ho ya koyi ruthhe is baat par chahe har baat tute ham to bhai jaise hai waise rahenge – 2
hame shauk mehendi ka na shehnai ka hai – 2 hamare liye to apna ghar hi bhala hai sunta agar ho to sun le kazi lagta nahi kabhi ham honge razi ham to bhai jaise hai waise rahenge – 2 ab koyi khush ho ya ho khafa ham nahi badlenge apni ada samjhe na samjhe koyi ham yahi kahenge ham to bhai jaise hai waise rahenge – 2