Ham tumhare liye tum hamare liye

Ham tumhare liye tum hamare liye

Inteqam 1969-hindi-1913

ham tumhare liye tum hamare liye phir jamane kaa kya hai hamara na ho

aap ke pyar kaa jo mile aasara phir khuda kaa bhee beshak sahara na ho

tum hee ho dil me tum hee ho meree nigaho me na aur aayega abb koyee meree raho me karu na aaraju marne ke bad jannat kee agar yeh jindagee gujare tumharee baho me pyar ke chand se rat roshan rahe phir koyee aasman pe sitara na ho

najar najar se kadam se kadam milate huye chale hain wakt kee raftar ko bhulaye huye bahar puchh rahee hai chaman ke phulo se yeh kaun aaya ke tum sab ho sar jukaye huye soch me phul hai ham agar chal diye phir chaman me kabhee yeh najara na ho