Har ek muskurahat muskan nahi hoti

Har ek muskurahat muskan nahi hoti

Aankhon Mein Tum Ho-hindi-1913

Lyricists:

 Anand Bakshi

Music Directors:

 Anu Malik

la la la la la la la…… aah ha aah ha ha ha………

har ek muskurahat muskan nahi hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti aansu khushi ke gham ke hote hai ek jaise – 2 in aansuo ki koi pehchan nahi hoti han har ek muskurahat muskan nahi hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti

har bat hai wahi par matlab badal gaye hai dil dagmaga gaya tha par ham sambhal gaye hai aise bhi aate hai din jite hai log lekin – 2 hota hai aur sab kuch par jan nahi hoti han har ek muskurahat muskan nahi hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti

la la la la la la la…… aah ha aah ha ha ha……… hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise ghunghat bhi ek jaise sehre bhi ek jaise sab janti hai nazrein pehchanti hai nazrein – 2 apni parayi surat anjan nahi hoti ha har ek muskurahat muskan nahi hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti

kya cheez hai yeh dil bhi ho jaye jab akela rehta hai sath iske yadon ka ek mela duniya bhi chhut jaye har aas tut jaye – 2 mehfil kabhi yeh dil ki viran nahi hoti aansu khushi ke gham ke hote hai ek jaise – 2 in aansuo ki koi pehchan nahi hoti han har ek muskurahat muskan nahi hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti