Lyricists:

 Kunaal Vermaa

haan aa…

haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye x2

haan hum badalne lage girne sambhalne lage jab se hai jaana tumhein teri ore chalne lage x2

har safar har jagah har kahin ban gaye maante thhe khuda aur haan wahi ban gaye

haan hansi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye x2

pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye

haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye x2

o aa…