ye jo hai tere mere darmiyaan ishq ki hai yeh gehri sardiyaan dil mera keh saka naa alvida kuch alag teri meri yaariyan

meri aankhon mein tera aaina chhupa sa hai lamha yeh tera mera kuchh ruka ruka sa hai oh soniyo…

aasmani yeh chehra kis kadar gehra hai faaslon ka samandar bakhuda keh raha hai oh soniyo…

heer tu meri raanjhna main tera

heer tu meri raanjhna main tera

aaye zindagi mein ho yoon ab na jaana tum kabhi kehkasha iss mohabbat ka tera mera hai yahin

hai tumhaari adaaon ka maara karey kya mera dil mere humnavaa samaa yeh kare bekarari si dil mein yeh dil to mera tere bin maane na

heer tu meri ranjhana main tera

kaafir nahi main mujhe tha yaqeen tumsa milega koi humnasheen yaadon ka kaafila hua ajnabee kare besabar ab mujhe har ghadi

ye jo hai tere mere darmiyaan ishq ki hai yeh gehri sardiyaan dil mera keh saka naa alvida kuchh alag teri meri yaariyan

meri aankhon mein tera aaina chhupa sa hai lamha yeh tera mera kuch ruka ruka sa hai oh soniyo…

aasmani yeh chehra kis kadar gehra hai faaslon ka samandar bakhuda kehe raha hai oh soniyo…

heer main teri raanjhana tu mera

heer tu meri raanjhna main tera