Amar Prem-hindi-1913
ho raama re ho o raama doli mein bithaayi ke kahaar – 2 laaye mohe sajna ke dwar o doli mein bithaayi ke kahaar beete din khushiyon ke chaar deke dukh man ko hajaar o doli menthreedots
mar ke nikalna tha o mar ke nikalna tha ghar se saanvariya ke jeete ji nikalna pada phoolon jaise paanvon mein pad gaye ye chhaale re kaanton pe jo chalna pada patjhad o ban gayi patajhad o ban gayi patjhad bairan bahaar doli mein…
jitne hain aansu mere o jitne hain aansu meri ankhiyon mein utna nadiya mein nahi re neer o likhanewale tune likh di ye kaisi meri tooti nayya jaisi taqdeer utha maajhi o maajhi utha maajhi o maajhi re utha maajhi uthe patavaar doli mein…
toota pehale mere mann o toota pehle mann ab choodiyaan tooti ye saare sapne yoon choor kaisa hua dhokha aaya pavan ka jhonka mit gaya mera sindoor lut gaye o rama lut gaye o raama mere lut gaye solah shringaar doli mein…