Lyricists:

 Gulzar

tun tuna tun tun tuna…

hmm hota hai

ahaaa

hota hai hota hai

hota hai hota hai

badaaam

chalun main aksar

ho tun tunaa

hota hai aksar

chot kahin lagti hai jaakar

zakham kahin par hota hai

ishq mein… mein mein…

ishq mein…

tun tuna ho tun tuna…

sooraj se jalta hai falak

aur daag zameen par hota hai

hota hai… ishq mein

tun tuna ho tun tuna…

hmm waqt ka faisla

ishq ke haq mein hua nahi

aashiq ko zanjeerein daal ke le gaye

shehar se aur kahin ishq mein

ho tun tunaa…

sab tarqeebein karke dekhi

tel ki dibbiyan bharke dekhi

jab tak teeli lage na unme

koi roshni jale na unme

mehndi rang dikhati hai tab

ho poori tarah piss jaati hai jab

mehndi rang dikhati hai tab

poori tarah piss jaati hai jab

hota hai hota hai

aksar hota hai ishq mein

ishq mein…

chot kahin lagti hai jaakar

zakham kahin par hota hai

tuna tun tuna

kabhi kabhi yun bhi hota hai

dost chhad jaate hain

lekin yaadon ki lakeerein

bin bole bhi

kaano mein kuch keh jaati hain

kaano mein kuch keh jaati hain

haalat bhi khushk ho jaate hai

par mitti par likhi

kuch dehreerein reh jaati hain

kuch dehreerein reh jaati hain

dhoop pade toh pak jati hai

kabhi kabhi yoon hota hai

sooraj se jalta falak

aur daag zameen par hota hai

ishq mein badaam

tun tuna tuna

hota hai hota hai hota hai

hota hai ishq mein hota hai

hota hai junoon mein hota hai

hota hai hota hai hota hai

aksar hota hai

hota hai ishq mein

hota hai junoon mein

hota hai hota hai hota hai

chot kahin lagti hai jaakar

zakham kahin par hota hai

hota hai hota hai hota hai

o mirzya

o