Aaj Ke Angaarey-hindi-1913
hum hai aaj ke angare pyar ke raste hamare – 2 jhulm hum sahe nahi jhulm hum kare nahi jhulm se dare nahi mane kabhi har na – 2
hum hai aaj ke angare pyar ke raste hamare hamare
li hai kasam jo nibhayenge jhum se ladke jayenge maut bhi aaye to hum na ghabhrayenge himmat kabhi na harenge kismat apni sawarenge jaan pe khel kar manzil apni payenge hum hai aaj ke angare pyar ke raste hamare hamare
pyar ke dilo me jagayenge dil na kisi ka dukhayenge par hame chhede jo wo na bachke na ja payenga
kuch papi insan hai paiso par kurban hai pyar me dam hai kya unko batlayenge hum hai aaj ke angare angare pyar ke raste hamare hamare hamare
dekho apna desh hai ek apna dharm hai lahu ki ravani us vatan ke phul hai us vatan ke laal hai is vatan ke dushmano se har nahi mani
jhulm hum sahe nahi jhulm hum kare nahi jhulm se dare nahi mane kabhi har na hum hai aaj ke angare pyar ke raste hamare hamare – 2
aaj ke angare – 3