Ek Duje Ke Liye-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
hum tum dono jab mil jayenge – 2 ek naya itihas banayenge
aur agar hum na mil paye to – 2 to bhi ek naya itihas banayenge hum tum dono jab mil jayenge
sal mahine har gaye – 2 dil jit gaya aur judai ka lo ek din bit gaya gin gin ke ye duri ke din yu jina mushkil hai lekin hum phir bhi jikar dikhlayenge – 2 ek naya itihas banayenge hum tum dono jab mil jayenge
duniya me kitne logo ne prem kiya duniya ne kitne premo ka khun piya pyasi talwar nahi rukti kyu iss ki pyas nahi bujhti hum duniya ki pyas bujhayenge – 2 ek naya itihas banayenge hum tum dono jab mil jayenge
phir ye dil din raat tadapta rehta hai jab hum se be-dard zamana kehta hai milna koyi jo khwabo me kitne hai naam kitabo me
hum un me kyu naam likhayenge – 2
ek naya itihas banayenge aur agar hum na mil paye to to bhi ek naya itihas banayenge hum tum dono jab mil jayenge – 2