aaaa…haaaa aye humnava mujhe apna bana le sukhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
hmm…hu akela zara hath bada de sukhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
kabse mein dar-dar phir raha musafir dil ko panaah de tu awargi ko meri aaj thehra de
ho sake toh thoda pyaar jata de sukhi padhi dil ki iss zameen ko bhiga de
aaaa…haaaa…heyyy…aaaaa murjhaayi si shaakh pe dil ki phool khilte hai kyun baat gulon ki zikr mahek ka acha lagta hai kyun un rangon se tune milaya jinse kabhi main mil nahi paaya dil karta hai tera shukriyaa issi bahane tu laa de
dil ka sunaa banjar mehka de sukhi padhi dil ki iss zameen ko bhiga de
hmm…hoon akela zara hath bada de sukhi padi dil ki is zameen ko bhiga de
waise toh mausam guzre hai zindagi main kayi par ab na jaane kyun mujhe woh lag rahe hai haseen
tere aane par jaana maine kahin na kahin zinda hoon main jeene laga hoon main ab yeh fizaayein chehre ko chhutti hawaayein
inki tarah do qadam toh badha le sukhi padhi dil ki is zameen ko bheega de
hoohoon akela zara hath badha de sukhi padi dil ki is zameen ko bheega de