Teri Meri Kahaani-hindi-1913
Lyricists:
Prasoon Joshi
uske banaye har haseen chehre se ishq karna hai aakhir marne ke baad usko muh bhi toh dikhana hai teri aankhon ka qaidi hoon mohabbat kaam hai mera hoon aashiq yeh khata meri ki javed naam hai mera – 2
arrey tu hosh mein aaja ki jo bhi naam hai tera nahin maaloom hai tujhko ki kya anjaam hai tera tu yeh bhi bhool jayega ki javed naam hai tera arey aake aazmale humein haan aake aazmale humein ho jayegi aashiq tu humse pyar kar le tu humse pyaar kale tu humse pyar humse pyaar giraftaar karle tu humse pyar karle tu humse pyaar kar le tu humse pyaar humse pyar giraftaar kar le tu humse pyar kar le tu humse pyar karle tu
nasha karta hoon aankhon se haseeno ka nashedi hoon bina chhuey bhi peeta hoon main thodi cheez tedhi hoon meri nazron ke qaidi ki zamanat bhi nahi hoti jo dil hum tod dein unki marammat bhi nahin hoti
gunaahon ka ye mausam hai hai besharmi ki rut aayi sharafat dheere se boli lo hoke main bhi dhut aayee aake aazmale humein ho jayegi aashiq tu humse oh humse oh humse pyar kar le tu giraftaar kar le tu