Irada-hindi-2017
Lyricists:
Sameer Anjaan
Music Directors:
Neeraj Shridhar
jahan maut bikhri hai wahan sansein uga dunga zakhmon ke chalon pe mein ab marham laga dunga
jahan maut bikhri hai wahan sansein uga dunga zakhmon ke chalon pe mein ab marham laga dunga
ranjish ki chingaari mujhe pal pal jaalati hai dard ko baaki banati hai maine kar liya irada maine kar liya irada irada irada
maine kar liya irada maine kar liya irada irada irada irada
zehrili faslo ko jado se kaat dunga mein
maayus aakhon mein umeedein baat dunga mein
zehrili faslo ko jado se kaat dunga mein maayus aakhon mein umeedein baat dunga mein
wehshi ke khwaabo ki mein buniyaad hila dunga khaakh mein usko mila dunga maine kar liya irada maine kar liya irada irada irada
maine kar liya irada maine kar liya irada irada irada irada hey
gumrah jo hai unhe rasta dikhayenge anjaane gham se unhe waakif karayenge
yeh irada jo kisi ke kaam aayega toh humein aaram aayega maine kar liya irada maine kar liya irada irada irada
maine kar liya irada maine kar liya irada irada irada iradahey