Darr-hindi-1913
oy hoy … ishq da rog bura oy hoy – 3 oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye – 2 o rabba rog na ye lag jaaye o yaaron lag na kisi ko jaaye agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye – 2
galein mein daale na phanda kisi ki zulfo ka phanda wo chaahe phansi pe chad jaaye oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye – 2 ye tere bas ka kaam nahi ke aashiq tera naam nahi tu chaahe geet ??? ke gaaye agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye – 2
oy hoy … nahi ye kaagaj ye dil hai mitaana baad mein mushkil hai na likhana is dil pe kuchh haaye oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye – 2 idhar aa naam tera likh de mere har ang pe tu aise ke mera saara badan bhar jaaye agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye – 2
mohabaat se tauba karloon ke dil ka main sauda karloon ye sauda mehanga na pad jaaye oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye – 2 ye rab ki baatein rab jaane khabar kya ye dil sab jaane kisika ka deewaana ho jaaye agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye – 2 oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye oy hoy ishq da rog bura oy hoy o rabba rog na ye lag jaaye agar ye ishq na ho aaye haaye to phir kis kaam jawaani aaye oy hoy aaye haaye… ishq da rog bura oy hoy – 6