Bamfaad-hindi-2020
main naya namazi hoon tere jahaan ka kaayde na jaanu waqt de jara sa
galiyan purani hai ye jaani pehchani hai ye phir bhi nayi si kyun lag rahi
baithe bithaaye yun hi uddne lage hai kahin jaane ye hawayein kaisi lag rahi
teri khushbo mein hai mera pata mujhko dhundh lo aao na
tera hi asar haaye ishq ka itar-ishq ka itar dil ye tarbatar haaye ishq ka itar-ishq ka itar tera hi asar haaye ishq ka itar-ishq ka itar dil ye tarbatar haaye ishq ka itar-ishq ka itar
puri puri dopehar mein dolta patang sa aake mujhko tu jo thaam le rooh tak mein hoti jaati meethi si haraarte jab kabhi tu mera naam le
jikar gulabi tera jitna hai utna hi main bhi gulabi ab ho raha nazamo ki duniya mein rahne laga hun waise thoda kitabi main bhi ho raha
saare panno par tu hi toh likha khud ko dhundh lo aao na
tera hi jikar haaye ishq ka itar-ishq ka itar dil ye tarbatar haaye ishq ka itar-ishq ka itar tera hi asar haaye ishq ka itar-ishq ka itar dil ye tarbatar haaye ishq ka itar-ishq ka itar
maine na maangi kabhi jo dua mein phir bhi na jaane kaise hua ye kiski mehar hai ye kiska asar ye mujhe mujhko to koi samjha de koi ye maine na maangi kabhi jo dua mein phir bhi na jaane kaise hua ye kiski mehar hai ye kiska asar ye mujhe mujhko to koi samjha de koi ye
paagal tere pyaar mein ishq ka itar-dil ye tarbatar tera hi asar-ishq ka itar paagal tere pyaar mein ishq ka itar-dil ye tarbatar tera hi asar-ishq ka itar
teri khushbo mein hai mera pata mujhko dhundh lo aao na panne-panne par tu hi toh likha khud ko dhundh lo aao na
tera hi jikar haaye ishq ka itar-ishq ka itar dil ye tarbatar haaye ishq ka itar-ishq ka itar tera hi asar haaye ishq ka itar-ishq ka itar dil ye tarbatar haaye ishq ka itar-ishq ka itar