ishq ki baarish hai ye ishq ki baarish hai ye ishq mein bheege aa aaja mere yaar aaja mera yaar

ishq ki rang mein mausam ishq ki rang mein mausam ishq mein beda paar aaja mere yaar aaja mera yaar aaja mere yaar aaja mera yaar

hmmm mujhe teri baaton mein aana nahi kisise kabhi dil lagana nahi pata jiss gali ka pata hi na ho mujhe uss gali mein to jaana hi nahi

ishq mein dhoka laage ishq mein dhoka laage ishq se hai inkaar mere sarkar mere sarkar mere sarkar mere sarkar

tann hi nahi mera mann bhi hua geela ye mausam lagta hai kitna nashila

tu deewani tujhko hosh na tera main hoon pareshaan ab kya hoga mera

hone de jo bhi ho hone de jo bhi ho karna fikar bekaar aaja mere yaar aaja mera yaar aaja mere yaar aaja mera yaar

maine kis mushkil mein jaan phasayi mere pichche meri musibat aayi

aisa dilkash mauka na aayega haath malega baad mein pachtayega

pyaar mohabbat se na pyaar mohabbat se na mera koi darkaar mere sarkaar mere sarkaar mere sarkaar mere sarkaar

ishq ki baarish hai ye ishq ki baarish hai ye ishq mein bhige aa aaja mere yaar aaja mera yaar aaja mere yaar aaja mera yaar