taa thaiya taa thaiya ishq ne chahe thaiya taa thaiya taa thaiya ishq ne chahe taa thaiya

ud gaye ud gaye ud gaye totte ud gaye totte re

raat ko suraj chamke aur din mein dikhta tara re raat ko suraj chamke chamke chamke aur din mein dikhta tara re

kya se kya hum ho gaye re baba baba kya se kya hum ho gaye re baba baba hum ko ishq ne mara re mara mara re ishq ne mara re mara mara re ishq ne mara re mara mara re ishq ne mara re… ou mara re

taa thaiya taa thaiya ishq ne chahe thaiya taa thaiya taa thaiya ishq ne chahe taa thaiya

baahubali waar kiya jeena dushwar kiya tere mere raaste mein khadi diwaar kiya hai naa hai naa

prem ke thane mein maine dil ka fir kiya tune mujhe pyar kiya maine tujhe pyar kiya hai naa hai naa

ishq mein seedhi raahein lage tirchi gud chakhe toh lage kyun mirchi ishq mein ban jaata besura bhi gawaiya taa thaiya taa thaiya ishq ne chahe taa thaiyaa

naya naya look liya hair cutt karwaaya suit boot pehan ke chashma laga ke aaya hai na hai na

lassi wassi chodh di black coffee peene laga mujhpe toh raat din tera hi fiver chaya hai na hai na

ho badshah bhi lage hai naukar ishq sabko bana de jo jo jo joker

haan ishq mein betala bhi ban jata nachaiya taa thaiya taa thaiya ishq nachaye re taa thaiya taa thaiya taa re taa thaiya taa thaiya taa thaiya taa thaiya

taa thaiya taa thaiya ishq ne chahe thaiya taa thaiya taa thaiya ishq ne chahe taa thaiya