Dishoom-hindi-2016
Music Directors:
Pritam
ishqa ishqa badmaash kare ishqa ishqa ishqa jag se na dare ishqa dil ki chori hai kaam yehi iss ka ishqa ishqa badmaash kare ishqa
zyda main toh nahi kehti thoda sa yaar bigad ja honthon se kuch na karna aankhon se kuch bhi kar ja
aa zyda main toh nahi kehti thoda sa yaar bigad ja honthon se kuch na karna aankhon se kuch bhi kar ja
kar ja kuch bhi kar ja
pal do pal ki sharafat hai baaki bigdi si aadat hai bachke rehna zara humse jahan humse shalamat hai x2
zyda main toh nahi kehti thoda sa yaar bigad ja honthon se kuch na karna aankhon se kuch bhi kar ja
aa zyda main toh nahi kehti thoda sa yaar bigad ja honthon se kuch na karna aankhon se kuch bhi kar ja
kar ja… aankhon se kuch bhi kar ja kar ja kuch bhi kar ja kar ja aankhon se kuch bhi kar ja kar ja kuch bhi kar ja