Iss bewafa jaha me

Iss bewafa jaha me

Aasman-hindi-1913

Lyricists:

 Prem Dhawan

iss bewafa jaha me wafa dhundhate rahe nadan the kitne ham bhi yeh kya dhundhate rahe

har rasta agarache tera rasta na tha har raste me tera pata dhundhate rahe

ik dil ka dard tha ki raha jindagi ke sath ik dil ka chain tha ki sada dhundhate rahe