Aur Pyaar Ho Gaya-hindi-1913
jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye gaati hui hawayein hain tere liye mere liye phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai din mein bhi chaandni si hai mere sanam tere liye mere liye

jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye gaati hui hawayein hain tere liye mere liye
laayi hai kaisi khushi tere mere pehle pehle pyaar mein khoyi khoyi zindagi laayi hai kaisi khushi tere mere pehle pehle pyaar mein khoyi khoyi zindagi kab aisa tha samaa kab thi ye dilkashi kaliyon ki chunari dhalki hai lehron se masti chhalki hai sapnon ki duniya jhalki hai mere sanam tere liye mere liye
jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye gaati hui hawayein hain tere liye mere liye
aa…
sunte hain ye vaadiyaan dheere dheere haule haule kehte hain do dil daastaan sunte hain ye vaadiyaan dheere dheere haule haule kehte hain do dil daastaan hai jaise tham gaya mausam ka karvaan bhanvre jo gungunaate hain jhonke so sansanaate kuchh saar jhanjhanaate hain mere sanam tere liye mere liye
jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye gaati hui hawayein hain tere liye mere liye phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai din mein bhi chaandni si hai mere sanam tere liye mere liye
jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye gaati hui hawayein hain tere liye