hmmm…

jaan-e-bahaaraan rashk-e-chaman guncha dahan seemen badan ae jaan-e-man jaan-e-bahaaraan rashk-e-chaman guncha dahan seemen badan ae jaan-e-man jaan-e-bahaaraan

jannat ki hoorein tujhpe fida raftaar jaise mauj-e-saba rangeen ada tauba shikan ae jaan-e-man jaan-e-bahaaraan

jaan-e-bahaaraan rashk-e-chaman guncha dahan seemen badan rangeen ada tauba shikan jaan-e-bahaaraan o jaan-e-man

jaan-e-bahaaraan o jaan-e-man nazron ne teri kiya hai sitam quas-e-quzah ki yeh rangeeniyan jaadu kiya hai yeh tune sanam

tauba hai tauba teri ada uski inaayat husn tera rangeen jamaal nazuk badan gulperahan sawr-e-chaman jaan-e-bahaaraan o jaan-e-man

shamun-e-farozan ankhein teri har ek nazar mein jaadugari zulfein teri mushk-e-khutan ae jaan-e-man jaan-e-bahaaraan

haan…

ae naazparwar naazaafareen lakhon haseen hain tujhsa nahi khandah jabeen sheereh sukhan ae jaan-e-man ae jaan-e-man

guncha dahan seemen badan rangeen ada tauba shikan har ek nazar mein hai jaadugari zulfein teri mushk-e-khutan

ae naazparwar naazaafareen lakhon haseen hain tujhsa nahi khandah jabeen sheereh sukhan ae jaan-e-man ae jaan-e-man…