Lyricists:

 Rashmi Virag

Music Directors:

 Amaal Mallik

oo oo o hu hu hu

aaye the is tarah se tum

jaise koyi ho khwaab na

bas yaadein… reh gayi dekho

hum mein tum mein jo tha na rahaa

ho puchhta hoon main khud se

door kyun raha tujhse

jaate jaate sun le tu zara

aa

labon pe naam hai tera

haan dil mein yaad hai teri

tu mera na hua toh kya

tu phir bhi jaan hai meri

labon pe naam hai tera

haan dil mein yaad hai teri

tu mera na hua toh kya

tu phir bhi jaan hai meri

tujhko apna kabhi

kehne se… pehle socha nahi

khwaab mein bhi tera

dil tod paaya nahi

maine yeh zindagi

tere hi naam… likh di meri

kismaton se tujhe par

jod paaya nahi

ho ho oo puchhta hoon main khud se

aur kya kahun tumse

jo tujhe banade bas mera

aaa

labon pe naam hai tera

haan dil mein… yaad hai teri

tu mera na hua toh kya

tu phir bhi… jaan hai meri

jis din yeh tujhe bhool gaya

us din tham jayega

yeh dil kuchh na kar payega

na ek pal bhi jee paayega

meri tarah tujhko jab ek din

ho hi jaayega

yeh ishq tab samajh mein aayega

tu khud ko rok na payega

aaoge ek din chal ke

meri raahon pe tum dekhna

aa

ho ho dhadkano ko saanson ko

in akeli raaton ko

intezaar kab se hai tera

aa aa

labon pe naam hai tera

haan dil mein… yaad hai teri

tu mera na hua toh kya

tu phir bhi… jaan hai meri

labon pe… naam hai tera

haan dil mein… yaad hai teri

tu mera na hua toh kya

tu phir bhi… jaan hai meri