Lyricists:

 Sayeed Quadri

Music Directors:

 Mithoon

mohabbat ibaadat shikayat main jis se karun woh tum ho tumhi ho jaane jaan

guzaarish ya khwahish farmaish main jise se karun wo tum ho tum hi ho saathiya

chehra tera maange aakhein meri oh jaana teri justajoon mein kat ta har din mera

jaana ve jaana ve mohabbat karte rehna re ho mausam chahe kaisa bhi hamesha mera rehna re -x3

khayal’on mein maine tujhko buna tha haqiqat mein mujhko tu mil gaya

yahi soch ke main khud hairaan hoon rab ko kaise pata chal gaya

likhi thi muqaddar mein chaahat teri oh jaana ke tu jahaan mein mera ho hi gaya

jana ve jana ve mohabbat karte rehna re ho mausam chahe kaisa bhi hamesha mera rehna re -x2

teri oar jhoome kab se ji raha tha teri justaju thi mujhe bepanaah

nigahon se meri tu door na jana baahon mein meri ghar hai tera

meri har tamanna hai poori huyi oh jaana mehka huwa hai har lamha mera

jaana ve jaana ve mohabbat karte rehna re ho mausam chahe kaisa bhi hamesha mera rehna re -x3