jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan ho ke judaa hai saath bhi tu door bhi tu paas bhi jaise zameen se hai yeh aasmaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan

us se alag ho ke bhi main us se alag ho na paaya dharti pe jitna gagan hai utna hi hai tera saaya us se alag ho ke bhi main us se alag ho na paaya dharti pe jitna gagan hai utna hi hai tera saaya yaadein teri baatein teri din hain tere raatein teri paoon tujhe hi main jaoon jahan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan

haanthon se haanth hai chhoote dil se bhi chhoote nahin hain rishton ke phool abhi tak chaagon se toote nahin hain haanthon se haanth hai chhoote dil se bhi chhoote nahin hain rishton ke phool abhi tak chaagon se toote nahin hain khushiyaan teri gham hain tere dil mein mere mausam tere mehka tujhi se hai yeh gulsitaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan ho ke judaa hai saath bhi tu door bhi tu paas bhi jaise zameen se hai yeh aasmaan

jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan tujhse bhichar ke main jaoon kahan

posted by mastani laila