Dishoom-hindi-2016
Music Directors:
Pritam
Singers:
Antara Mitra
teri ammi meri mummy tere abbu mere daddy teri mausi meri khala tera brother mera saala
ishq mein saare ilzaam hai sache maine soch liya hai jo naam hai achhe do saal mein honge tere bache mere bache
jaaneman aah jaaneman aah gale lag ja jaaneman aah jaaneman aah jaaneman aah gale lag ja jaaneman aah aah aah…
haan main toh har shaam tera wait karungi tujhe picture ke liye late karungi iss tarah sari umar date karungi meri jaan taiy hai yehi ki kiya kiya kiya…
yaaron ki partiyon ko chhod aaunga meri har ex ka dil tod aaunga teri kurti ke button jod launga meri jaan taiy maine bhi kiya kiya kiya…
ek do baaki ab kaam hai ache chal tu bhi soch le jo naam hai ache do saal mein honge tere bache mere bache
jaaneman aah jaaneman aah gale lag ja jaaneman aah jaaneman aah jaaneman aah gale lag ja jaaneman aah aah aah