Jab tak hai jaan poem

Jab tak hai jaan poem

Jab Tak Hai Jaan-hindi-1913

Lyricists

teri aankho ki namkin mastiya teri hansi ki beparwah gustakhiya teri zulfo ki leharati angdaiya nahi bhulunga main jab tak hai jaan – 2

tera hath se hath chhodna tera sayo se rukh modna tera palat ke phir na dekhna nahi maaf karunga main jab tak hai jaan – 2

barisho me bedhadak tere nachne se baat baat pe bewajah tere ruthne se chhoti chhoti teri bachkani badmashiyo se mohabbat karunga main jab tak hai jaan – 2

tere jhuthe kasme vado se tere jalte sulagte khwabo se teri be-raham duao se nafrat karunga main jab tak hai jaan – 2