Music Directors:

 Rajesh Roshan

jab too muskuratee hai bijalee bhee sharmatee hai palke jab uthatee hai duneeya thehar jatee hai – 2 tere rang ne tere dhang ne tere sang ne kiya kya koyee mere dil se puchhe – 4 mm hm hm hm hm hm……

jab too muskuratee hai bijalee bhee sharmatee hai palke jab uthatee hai duneeya theher jatee hai tere rang ne tere dhang ne tere sang ne kiya kya koyee mere dil se puchhe – 4

aisee teree rachna sochta reh gaya jaise koyee sapna dekhta reh gaya tujhe gar chhoo lu mauj me jhoo lu teree chah me meree aah me iss rah me mila kya koyee mere dil se puchhe – 4

teree toh aankhe mere dono jahan bas gaya inn me jau abb mai kaha karke divana abb nahee jana tere pyar me intejar me ikrar me huwa kya

chup raha dil yeh aur sab keh gaya jaise koyee dariya josh me beh gaya ruk nahee pau behatee jau mai machal gayee mai sambhal gayee ke badal gayee huwa kya koyee mere dil se puchhe – 4 mm hm hm hm hm hm……… jab tum muskurate ho mann ke deep jalate ho jab tum pas aate ho manjil nayee dikhate ho mai nikhar chalee mai sawar chalee mai kidhar chalee pata kya koyee mere dil se puchhe – 4

jab too muskuratee hai bijalee bhee sharmatee hai palke jab uthatee hai duneeya theher jatee hai tere rang ne tere dhang ne tere sang ne kiya kya

mai machal gayee mai sambhal gayee ke badal gayee huwa kya tere pyar me intejar me ikrar me huwa kya mai nikhar chalee mai sawar chalee mai kidhar chalee pata kya koyee mere dil se puchhe – 4