Alibaba Aur 40 Chor-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahee ayega o marjina nach hasina mushkil kar de sab kaa jina nahee toh nahee toh – 2 jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahee ayega
nachegi teri jawani dekhegi dooniya diwani har chiz hai mere bas me kya aag hai kya hai pani o nachegi teri jawani dekhegi dooniya diwani har chiz hai mere bas me kya aag hai kya hai pani arre chhu mantar chhu dekh idhar too pahan le inako le yeh ghunghroo warna gajab ho jayega aaye jadugar jagu kar jayega kisi ko samajh nahee ayega
mana tujhe maine mana too jadugar hai diwana bebas mujhe kar diya yun thehra hai sara jamana aah – 2 bebas had kar dee o bedardi batla kya hai teri marzi kab tak mujhe tadapayega oooo………
aaye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahee ayega
kismat kaa chamka sitara too ne mujhe jab pukara chup chap too nachti ja jab tak karu mai ishara – 2
o tere kadmo me yeh sar hai too hai toh phir kis kaa dar hai jo hoga dekha jayega oooo aaye jadugar jadu kar jayega togethekisi ko samajh nahee ayega o marjina nach hasina mushkil kar de sab kaa jina nahee toh nahee toh aaye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahee ayega