Aap Ki Kasam-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
hai jai bolo shiv shankar ki jay hey jai jai shiv shankar kanta lage na kankar – 2 ke pyala tere nam ka piya ho o o gir jaoongi main mar jaoongi jo tune mujhe tham na liya o sau rabadi hey jai jai shiv shankar kanta lage na kankar ke pyala tere nam ka piya ho o o gir jaoongi main mar jaoongi jo tune mujhe tham na liya o sau rabadi
ek ke do hmmm do ke char hmmm mujh ko to hmmm dikhte hain aisa hi hota hai jab do dil milte hai ek ke do do ke char mujh ko to dikhte hain aisa hi hota hai jab do dil milte hai sar pe zameen panv ke neeche hai aasman ho sau rabadi – 4 jai jai shiv shankar kanta lage na kankar ke pyala tere nam ka piya ho o o gir jaoongi main mar jaoongi jo tune mujhe tham na liya o sau rabadi o bansi bhaiyyahe he he
o more raja bade jatna se ki chune teri phulwari ke ri
kandhe pe hmmm sar rakh ke hmmm tum mujh ko hmmm sone do masti men jo chahe ho jaye ho ne do kandhe pe sar rakh ke tum mujh ko sone do masti men jo chahe ho jaye ho ne do aise men tum ho gaye ho bade beiman ho sau rabadi – 4 brrrr jai jai shiv shankar kanta lage na kankar ke pyala tere nam ka piya ho o o gir jaoongi main mar jaoongi jo tune mujhe tham na liya o sau rabadi he he hekya kya
raste mein hmmm ham dono hmmm ghar kaise jayenge ghar wale ab hamkokhud lene aayenge raste mein ham donon ghar kaise jayenge ghar wale ab hamkokhud lene aayenge kuchh bhi ho lekin maza aa gaya meri jan ho sau rabadi – 4 jai jai shiv shankar kanta lage na kankar ke pyala tere nam ka piya ho o o gir jaoongi main mar jaoongi jo tune mujhe tham na liya o sau rabadi
are bajao re bajao imandari se bajao he he