Janey chaman janey bahar

Janey chaman janey bahar

Dulhan-hindi-1913

hmm hm hm la la la………

janey chaman janey bahar too ek hai tere nam hajar kisse tere hain beshumar janey chaman janey bahar too ek hai tere nam hajar

kabhee hotho peh hansee aa jaye aa jaye kabhee aankho peh haya chha jaye kabhee julf teree lehraye kabhee rup tera sharmaye -2

teree har ada peh aata hai pyar janey chaman janey bahar too ek hai tere nam hajar

aayee gayee kai barsate hey hey rahee dil me hee dil kee bate badee lambee judayee kee rate badee chhotee see yeh mulakate – 2

kab tak karunga mai intjar janey chaman janey bahar too ek hai tere nam hajar