Aaj Ke Angaarey-hindi-1913
Lyricists:
Anjaan
Music Directors:
Bappi Lahiri
ek bar aasman ke par ki pari ne dharti pe kuch bacho ko buri halat me dekha use behad dukh huya swarag ke ek dut ko bulakar usne aadesh diya jao jao dharti pe jao jakar pata lago dharti ke kitne bache kyu itne dukh sah rahe hai – 2 sadiyo se kyu rat din ye is hal me rah rahe hai jao jao dharti pe jao jakar pata lago dharti ke kitne bache kyu itne dukh sah rahe hai pata lago jao pata lago
swarag ki devi bacho ko pyar karne wali pari dharti pe utari uske samne pakadkar layi gayi ek teacher pari ne puchha itne bhole itne pyare ye masum se bache sare sahme sahme dare dare phirte kyu hai mare mare kyu majbur hai kyu lachar hai kiske julm ke ye shikar hai tum uske jimedar ho apradhi guneghar ho tumhe iski milni chahiye sajaye mot
dharti ye sari kabhi ek thi ye sara jaha ek parivar tha sabhi ek the sabhi nek the dilo me yaha pyar hi pyar tha huye paida phir aise bande yaha jo matlab ki khatir the andhe yaha bane mulk phir itani kome bani chhidi jang badati gayi dushmani
kyu milke in sabko nahi toka nahi roka aasma se ek the jo kyu zami ko kata bata mai to hu teacher talim du mai neta nahi koi raja nahi mai julmko roku jalim ko toku mujhme bhala itni takat kaha kya kaha tum teacher ho lekin maine to kisi polition ko pakad kar lane ko kaha tha maine socha ye teacher hai jo bolegi sach bolegi neta to aakhir neta hai kab kya bole kisko pata kisko pata wo kab kya bole kyuki polition to polition hai na
teacher tum achhi ho tum sachi ho tum achhe kam karo bacho ko padao unhe sikhalao pyar karna – 2 ye bache hai kal ke neta jab ho bade ye pyar se duniya sajaye sabko sikhaye pyar karna – 2 thanku superpat aap hai to phir humko kya dar yahi karege hum sab milkar thanku superpat thanku bye bye – 2
bache dil ke sache hai sachayi na chhodege hum duniya me layege dor pyar ka nafarat ki ye zanjire hum sab milkar todege phir dharti pe chhayega rang pyar ka phir koi julm sitam nahi hoga hoge gam nahi dilo me pyar wo jagega jo hoga kam nahi duniya nayi basayege pyar ke phul khilayege phir dharti ho jayegi jannat se hansi