sun lo shehnai khushiyon ki bajegi sun lo ummeedein dulhan si sajegi sun lo kaali si shab ke paar se dekho chanda ki humein jhalak dikhegi ummedon ke darr pe haule se aake khwaabon ne dastak di mauka mila hai ab jee bhar ke jee lo na fikr karo kal ki
dil ye gungunaaye ainvayi muskuraaye jashn hai ye mere dil ka udhe bin parr lagaye koi aade na aaye jashn hai ye mere dil ka oye haan ummedon ke darr pe haule se aake khwaabon ne dastak di arey mauka mila hai ab jee bhar ke jee lo na fikr karo kal ki
dil ye gungunaaye ainvayi muskuraaye jashn hai ye mere dil ka udhe bin parr lagaye koi aade na aaye jashn hai ye mere dil ka oye haan poori huyi meri har ek dua hai manzil tak pahunchi hai meri lagan
apno ke sapne hi sapne hai mere poore karungi main sab ke sapan aansoon se dho doongi maathe ki salwat muskaake pochungi har ek shikand woh khushiyaan hi kya jo baan-ti nahin jitni baa-too main utni badhe woh ankhiyaan hi kya jo chalke nahin aankhein khushiyon se jhar-jhar bahein
dil ye gungunaaye ainvayi muskuraaye jashn hai ye mere dil ka aaha jashn jashn arey haan jashn jashn jashn hai ye mere dil ka
marhaba marrhaba marrrhaba
chori se chori resham ki dori nainon se lad jaane de nayan ho chanda chakori phirni katori poora tu kar de dil ka jashan haan hothon se kehna sab kya zaroori palkon ke parde mein tu hai jatan jaane bhi di jaane bhi de dil sabhi aaj dhak dhak karein oh diwaane tu toh daare tera dil toh ibadat kare
dil ye gungunaaye ainvayi muskuraaye jashn hai ye mere dil ka udhe bin parr lagaye koi aade na aaye jashn hai ye mere dil ka ummedon ke darr pe haule se aake khwaabon ne dastak di arey mauka mila hai ab jee bhar ke jee lo na fikr karo kal ki
dil ye gungunaaye ainvayi muskuraaye jashn hai ye mere dil ka udhe bin parr lagaye koi aade na aaye jashn hai ye mere dil ka – 2