jabse huya tere najdik hai dil ke mohalle mein sab theek hai jabse huya tere najdik hai dil ke mohalle mein sab theek hai zara sa kitabo mein kam dhyan hai zaada tere khayalo mein hai tujhse jo milke maja hai kahan woh ganit ke sawalo mein hai

karke gustakhiyan mange na mafiyan teri chahat ne badla mere dil ka jugrafia

karke gustakhiyan mange na maafiyan teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya

ho cycle par leke jaunga samose garam khilaunga kar wada shanivar ko bhagwan ke bharose chhod ke samose bhool jaye somvar ko

tere liye ghar se nikalti hu jab kehta hai milti hu ghar walo se chhupke tujhe parwah nahi hai meri zyadati hai teri kya samajh rakha hai pyar ko

tujhe kis tarah batau main kitna zaruri tera pyar hai mere andhiyare se jivan mein tu hi saphedi ki chamkar hai

karke gustakhiyan mange na mafiyan teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya

jag ko main genius lagta hu chehra ye serious rakhta hu andar se dil fenk hu maana hoon chhote ghar ka jeb se hu kadka ladka main bada hi nek hu

tere chehre pe saare marte hai baaki ladke bhi wade karte hai lekin nibhate nahin mauke pe kaam aaye wada jo nibhaye eklauta main hi ek hu

mat ghabhrana mahurat hamare milan ka nikat hai piya bas ek googli se papa ka tujhko girana wicket hai piya

karke gustakhiyan mange na maafiyan teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya