tu kitna kaamyab tu chadhta aastabh tu note gin janaab mera khoon tera khwab

saale meri neendon ka saale meri neendon ka aab tu hi de hisaab

tu kitna kaamyab tu chadhta aastabh hm hmm

raaton jaag ke mehnat ki jo hota hai woh hone do teri mummy pyar se kahti thi bitwa ko aur sone do

tution car mein jaayega ac ghar mein khayega munna tu bas baal bana yeh tujhse na ho payega

tu aankhon ka chiraag tu hai daafi nawaab

saale meri neendon ka aab tu hi de hisaab