meherbaani hai takdeeron ki jo teri meri raahein yoon aa ke mili hain

hai yeh kahaani unn lakeeron ki jo tere mere hathon ki jud rahi hain

ik rait ka sehra hoon main baarish ki fiza hai tu aadha likha ek khat hoon main aur khat ka pata hai tu

tu agar kaash samajh paaye mere liye kya hai tu agar kaash samajh paaye mere liye kya hai tu