Alag Alag-hindi-1913
Singers:
Kishore Kumar
haai ho oh ho ho oh oh ho ho ho yeh gazal hai na geet hai koi yeh mere dard ki kahaani hai mere seene mein sirf ho mere seene mein sirf shole hai meri aankhon mein sirf paani hai kabhi bekasi ne maara – 2 oh kabhi bebasi ne maara kabhi bekasi ne maara oh kabhi bebasi ne maara gila maut se nahin hai – 2 mujhe zindagi ne maara kabhi bekasi ne maara oh kabhi bebasi ne maara muqaddar pe kuch zor chalta nahin voh mausam hai yeh jo badalta nahin – 2 kahin thi yeh badnaseebi oh kahin thi meri gareebi – 2 kis kis ka naam loon main oh kis kis ka naam loon main mujhe har kisi ne maara gila maut se nahin hai – 2 mujhe zindagi ne maara kabhi bekasi ne maara oh kabhi bebasi ne maara bemurawwat bewafa duniya hai yeh hai yehi duniya to kya duniya hai yeh – 2 na kami thi doston ki na kami thi dushmanon ki oh na kami thi dushmanon ki kahin dushmani ne loota – 2 kahin dosti ne maara gila maut se nahin hai – 2 mujhe zindagi ne maara kabhi bekasi ne maara kabhi bebasi ne maara ujaalon se veshat mujhe ho gayi hai andheron ki aadat mujhe ho gayi hai – 2 raha jab talak andhera oh kata khoob waqt mera – 2 mujhe chaandni ne loota oh mujhe chaandni ne loota mujhe roshni ne maara gila maut se nahin hai – 2 mujhe zindagi ne maara kabhi bekasi ne maara kabhi bebasi ne maara kabhi bekasi ne maara oh kabhi bebasi ne maara