Aap Ki Parchhaiyan-hindi-1913
kabhi ithla ke chalte ho kabhi bal kha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya wale ho duniya wale – 4 jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi hamara kya hai marenge duniya waale ho duniya wale – 4 kabhi ithla ke chalte ho kabhi bal kha ke chalte ho
teri shokh adaayen kya kehne ho aaja pehna doon pyar ke gehne teri shokh adaayen kya kehne aaja pehna doon pyar ke gehne tere pyar ke gehne maine pehne to jaane mujhe kya kya kahenge duniya waale kabhi ithla ke chalte ho kabhi bal kha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya wale kabhi ithla ke chalte ho kabhi bal kha ke chalte ho
leja aankhen gulaabi gulaabi aise ghoor na jaise ke sharaabi – 2 aiji aankhon ke jab maikhaane khoole hain phir to aa ke piyenge duniya wale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi hamara kya hai marenge duniya wale kabhi ithla ke chalte ho kabhi bal kha ke chalte ho
apne qaidi ko de na rihaayi o mujhe jeene na degi judaayi – 2 tune aisa kaha to muskura muskura ke tujhe chheda karenge duniya waale kabhi ithla ke chalte ho kabhi bal kha ke chalte ho
bhala ji kaise jiyenge duniya waale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi
hamara kya hai marenge duniya wale ho duniya wale ho duniya wale ho duniya wale duniya wale kabhi ithla ke chalte ho kabhi bal kha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya wale